How to create a best blog for life time income | 7 blogging tips for beginners



Blogging tips for beginners





Blogging tips for beginners




Hello dosto jese aapne blog ke title  me padh hi liya hoga ki ye post blogging tips for beginners.



life time income pane ke liye paane ke liye create a great blog ke baare me likha gyaa he.


Dosto yadi aap online income ya earn money online ke baare me soch rhe he.


 TO blogging subse achaa rasta he.

Online income karne ka.


How to create a blog. Blogging tips for beginners, Iske bare me me is post likh chuka hun.


Is post me hun baat karange ki blogging ko carrier ke roop me kese chune.


Blogging as a carrier


Dosto blog banana ek alug cheej he hur koi  blog bna sakta he or blogger bn sakta he.


Prantu kuch log hi blogging ko apne carrier ke roop me चला pate he.


Iska karan bhi me aapko bataunga.

Blogging se life time carrier banane ke liye aapko bohut hard work ki jarurat he.


Blogging ghar me bethe huye rupye kamane ka aasan तरीका he prantu ye itna bhi aasan nhi he.


Yadi aap blogging ko apna carrier banana chahte he to subse pahale  aap in step ko follow kare.


1 step of best blogging tips


Blog create karne se pahale aap apne  blog ke topic ko dang se soch samaj ke Chun le.


Iska karan ye he q ki yadi jis topic pr aap likhtr he  usme aapki पकड़ achi hogi to aap bohut saare artical likh sakte he.


Prantu yadi aap kisi alag topic ke baare me likh the he to  aap 50,  artical likhne ke baad us topic se boor ho jayange or blog ko vese hi chod denge.


Jisse blog ka carrier khraab ho jayega.


Yadi aap blog ko banate he to uske topic ko esa chine jise aap 1000, / 500 post aasani se likh sake.


Q ki yadi aapki पकड़ se बाहर ka topic hoga to aap nhi likh payanhe or blog band ho jayega.


Dosto beginner blogger humesa esa hi glati karte he jisse unka time or meahnat dono khraab ho jati he.


2 step or blogging  tips for beginners



Humesa beginner blogger kaam se bachne kr liye दूसरे blog ke artical ko copy pest kr translation kr apne blog post me daal lete  he jisse vo post ko  likh lete he prantu apna

Time khraab karte he.


Q ki Iske baad unke blog pr copyright wala ishu aa jata he jisse blog band ho jata he.


Yadi aap carrier ki trah blogging ko lena chahte he to aap copy pest wala kaam bilkul na kare.



 Blog ka SEO kese kare  ?


3 step of blogging tips for beginners



Dosto blogging me kai  blogger apne blog pr hur topic se sambandhit post likhate he jisse  unke blog me post to badh jate he prantu trrefic nhi aata.


Dosto Google nich wali  blog ko hi jyada importans deta he.


Isi wajah se un blog pr traffic. Nhi aa Pata.

Or vo blog band kr dete he.


 4 step of blogging tips for beginners



Dosto blog banane ke baad  kai blogger apne blog ko dang se time nhi dete jisse unki blog me trrefic nhi aata he.

Dosto vese to blog ke liye  trrefic lane ke liye SEO ki jarurat hoti he.


Pr agar aak roj kuch na kuxh post apne blog pr daal rhe he tub bhi kuch hud tk trrefic aapke blog pr aa jata he.


 5 step of blogging tips for beginners



Kuch blogger apne blog post ko 500,,word me khutam kr dete he or post me  adhik imeage ka use karte he.


Yadi dosto aap bhi ye kaam kr rhe he to ise abhi chod de q ki isse aapke blog  pr bohut bura assar padega jisse aapke blog ki renking khraab ho jayegi.


6 step  of blogging tips for beginners


Apne blog post ko kam se kam 1500 word ka jarur likhe jisse blog  me user aane ke baad kuxh time aapke blog me ruka rahe isse aapke blog ka bounse ret kum hoga or renking bhi achi hogi.


7 step of blogging tips for beginners


Lite wait them ka use kare  yadiaap apne blog me havy them use kr rhe he to use abhi edit kr le q ki baad me aapke blog pr iska Asar hoga or speed khraab hogi


 Jisse renking khraab ho jayegi.


Blogging tips



8 step keyword research  best blogging tips for beginners


Dosto yadi aap blog post likh rhe he to usse pahale keyword research jarur kare jisse aap targeted trrefic ko post me laa sake aa  Iske liye Google keyword planner or ubbersegsee jese free tools ka use bhi kr sakte he.


Ye kuxh ese blogging step of beginner he jisse koi bhi new blogger apne blog me follow karne ke baad apne blog pr accha trrefic LA sakta he or earning kr sakta he.


Yadi dosto aap esi kuch galtiya aa apne blog me kr rhe he to aapko un sabhi chijo pr dhyan dena hoga.


Yadi aap blog post me hi sahi dhyan denge to aapke blog ko renking me koi nhi hraa sakta.  Usse apke blog me accha trrefic आएगा.